Khayyam ka jadoo
this is one of my fav. ghazal.
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamey aap se bhi juda kar chale
Jabeen sajda karte hi, karte gayi
Haq-e-bandagi hum ada kar chale
Parastish ki aadat ke aye buth tujhe
Nazar mai sabhon ko khuda kar chale
Bohat arzoo thi, gali ki teri
So yahan se lahoo mai naha kar chale
Dikhayi diye yun ke bekhud kiya
Hamey aap se bhi juda kar chale
p.s.
in case thrs some problem understanding urdu..try this urdu dictionary
urdu dictionary
Labels: Poetry, Sentiments, Strings and Drums
November 27, 2005 10:31 AM
The ghazal is by Mir Taqi Mir
here is the complete ghazal
http://www.msci.memphis.edu/~ramamurt/idd_posts/rh46.html
i love the last sher
kahein kya jo poochhe koi hum se 'mir'
Jahan mein tum aaye the, kya kar chale? top
November 28, 2005 1:10 AM
@ lalit : thnx yaar :) top
November 28, 2005 9:34 PM
bahut jyada sunta hoon..light for me is ghazals top
December 12, 2005 11:53 PM
are i luv being on extreme ends..in music from brutal deafing death/black metal..to soothing and pacifying classical mozart/jasraj. top
December 14, 2005 9:35 PM
lage raho india lage raho.. top